Results 1 to 12 of 12

Thread: Help please...

  1. #1
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Thanked
    0

    Angry Help please...

    Do din say.. meray pass "Live Update 64bit.. path not found" Error aa raha hay.. or OK karnay k baad bhi baar baar error aata hay.. please koi tareeka batayien k.. ye error aana khatam ho jaye.. main is ka screenshot bhi attached kar raha hoon.. please.. kutch help karien..

    Shah
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Janaab!! koi hay help karnay wala!!!!

  3. #3
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Afsos hay..Subha say kisi expert ki nazar say guzra hi nahin ye thread.. mujhe filhaal yaad nahin aa raha k... system file main kutch tabdeeli karni parti hay.. is liye aap logon say poocha.. magar IT say koi response nahin..:mad:

  4. #4
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Aaj doosra din hay... NO RESPONSE..

  5. #5
    Ismail is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd March 2010 @ 01:37 AM
    Join Date
    29 Jun 2006
    Location
    Islamabad
    Age
    38
    Posts
    440
    Threads
    18
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ehehehhehe
    kisi ko pata nahi hai
    by the way aap ne apne khuch icon Hide Kiye hain in ki koy khas reason hai kya?

  6. #6
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote Ismail said: View Post
    ehehehhehe
    kisi ko pata nahi hai
    by the way aap ne apne khuch icon Hide Kiye hain in ki koy khas reason hai kya?
    Company's applications hain.. or policy hay.. is liye meray bhai.. kutch baatien raaz main rakhni parti hain..
    Or mujhe pata hay k run main ja kar agar msconfig main startup main jaa kar ye line delete kar doon.. to kaam bun sakta hay.. magar msconfig bhi yahan run nahin hota.. ye sirf administration account say chalta hay..
    OK!! shukar hay kutch to jawaab diya aap nay..

  7. #7
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    bhai saab sawal poora poocha karain tabhi to jawab milay ga na. aap nay ya aap kay admin nay koi aisi appliatipn install ki hai jo internet say live update hoti hai. magar jis path par us ki update files hain us par aap ko access naheen hai. aur aap kay admin nay aap ka sub kuch block kar rakha hai is liay apa naheen sirf aap ka admin hi aap ki maddad kar sakta hai. isi liay jawab naheen dia tha

  8. #8
    cute_charming786 is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2011 @ 01:16 AM
    Join Date
    29 Dec 2005
    Location
    ~*~Live in yOur
    Posts
    3,449
    Threads
    146
    Credits
    955
    Thanked
    0

    Default

    Agree Wid sheeda bahi..................
    ya phir aap aisa karain k jis software main ye error aa raha hia
    uss ko reinstall karain
    aur uss k bad iss ko reinstall karain
    aur install karte waqat net ko connect rakhain.................
    iss tarha aap ka masla hal ho jaye ga..............
    ya ye bhi ho sakta hai k aap registred software use na kar rahe ho...........

  9. #9
    Join Date
    03 Feb 2007
    Location
    میکدہ
    Posts
    732
    Threads
    51
    Thanked
    0

    Thumbs down jawab hazar hia

    جناب اس کا صرف ایک ہی حل ہے ونڈو ۹۸ کی سی ڈی ڈال کر کمپوٹر کو ڈاس میں لے جا/ئیں اور پھر یہ لکھ دین

    format c:
    بس ختم ہو گیا سارا مسلہ نا رہا سانپ اور نا ٹوٹی لاٹھی


    sory: it was just ajoke infact i do,nt know about the problem's solution
    Last edited by jan jani; 9th February 2007 at 11:37 PM. Reason: i just want to increase the font size

  10. #10
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote sheeda_pastol said: View Post
    sirf aap ka admin hi aap ki maddad kar sakta hai. isi liay jawab naheen dia tha
    Matlab agar koi ITDUNYA per help nahin kar sakta to kya.. jis tarha aap nay abhi jawab dia.. pehley hi day daytay.. takay masla hal na hota.. na ho.. magar eik aasra to na rahay..
    behrhaal.. jaanta to hoon main bhi k restrictions ki waja say main kutch nahin kar sakta.. agar admin say hi rabta karna hota.. to main yahan kyun likhta.. kaun log ho tussi..
    behrhaal.. jawaab ka shukriya.. ainda bhi inshaAllah aisay hi jald jawaab ki umeed rakhoonga..
    Apna khayaal rakhiyga..
    Shah

  11. #11
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote jan jani said: View Post
    جناب اس کا صرف ایک ہی حل ہے ونڈو ۹۸ کی سی ڈی ڈال کر کمپوٹر کو ڈاس میں لے جا/ئیں اور پھر یہ لکھ دین

    format c:
    بس ختم ہو گیا سارا مسلہ نا رہا سانپ اور نا ٹوٹی لاٹھی


    sory: it was just ajoke infact i do,nt know about the problem's solution
    Mohtaram.. baja farmaya aap nay...... , khair.. ITDUNYA say waqayi nayi nayi cheezien sunnay ko milti hain..
    Anyway Take Care
    Shah

  12. #12
    shahsaeein is offline Member
    Last Online
    2nd June 2011 @ 02:37 PM
    Join Date
    07 Dec 2006
    Location
    Muscat, Oman
    Age
    46
    Posts
    1,692
    Threads
    99
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote cute_charming786 said: View Post
    Agree Wid sheeda bahi..................
    ya phir aap aisa karain k jis software main ye error aa raha hia
    uss ko reinstall karain
    aur uss k bad iss ko reinstall karain
    aur install karte waqat net ko connect rakhain.................
    iss tarha aap ka masla hal ho jaye ga..............
    ya ye bhi ho sakta hai k aap registred software use na kar rahe ho...........
    Jawab ka shukriya.. Asal main, Admin say help layna nahin chaa raha tha.. behrhaal.. Company IT k liye mujhe Eik form fill karna parha.. or within a minute.. mera kaam ho gaya..
    Apna khayaal rakhiyega..
    Once again, thanx for response..
    & sorry for any convenience caused..
    Shah

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •