Aslamu alaikum dear meray office men koi restriction lagi hoi hay jis ki waja say meray login pr jo mails ya threads waghera check kartay waqat pictures open nahi hoti jis ki waja say men urdu men likhay hoy threads bhi nahi par sakta. dear plz. is ka koi hal bataen bohat mehrbani ho gi
thanks in advance.
Bookmarks