Asalam O Alaikum
Tamam IT Dunya k members say aik mashwara chahta hoon.
mainay recently Graduation ki hai. plz mujay mashwara dain k main agay kya parhoon ta k main future main kamyab ho sakoon.
PLease
Apki duaoon ka talib
JANRAHI

start CA
thanks for replying
Dear aap mndrja zael DIPLOMAS kharka len MS OFFICE , AUTO CAD , PGDC
..................FIRE
MBA ker lay. (with command on MS Word & Excel)
m.ed kar lein
Tamam bhaio k reply karnay ka shukria
shaadi kar lain lolz
NAI SHADI WALAY kehtay HAIN PEHLAY STUDY KAR LOO PHIR
Aap css kr lo
css ya phir mba
Bookmarks