Yaadai’n jaag jati hain
Barisho’n k mausam main
Har ghari satati hain
Barisho’n k mausam main
Shaambhi kisi surat
Chain se nahi kat’ti
Subhai’n bhi satati hain
Barisho’n k mausam main
Zehen k jharokey main
Jab koi sada ubhrey
Aankhai’n bheeg jati hain
Baarisho’n k mausam main....
Bookmarks