umeed karta hun sab khariat se hon ge problem yeh hai ke mera computer pehle bilkul theak kaam karta tha kuch arse baad mari harddisk ma badsector aa gya tha u8s ke baad computer bohat sloaw ho gya ma ne apne systam ki ram barhai lekin com slow hi raha or blue screen error boht ziada aane lag para jb ke rams 128 ki do lagi hui hai jo aapis ma match bi hai lekin blue screen error phr bhi boht aata tha ma ne aik ram utar di ma ne socha ke ho sakta hai shaid iss waja se aa raha ho ma ne apni harddisk ko kafi dafa format bi kea lekin ma jo bi nya data dalta hun or kuch din ke baad ma use jab open karta hun to missal ke tor per images ko to wo blue screen error deta hai ma ne kafi dafa bohat se ache antivirses se scan bi kea hai do baten qable ghor hai aik ma ne pictures ko recover kea tha or dosri baat yeh ke meri harddisk ma bad sector abi bhi hai koi hal batao dosto ma bohat preshan hun