Mere system boht problem karaha hai problem ye karaha he k main jab b pc ko kholta hon to wo aage nahi bharta main ne aik screen shoot diya hai agar koi meri problem solve kar sakta hai to please meri madad kare aur main window install karna nahi chahta q k mera data chala jaye ga aik ghanta wait kia main ne lekin phir b wo age nahi barha.
Bookmarks