As Salam o ALikum

Urdustar Family

Ap sab ko ADvance ma Eid Mubarak

Ara ara
Kher Mubarak to bolo yar...........

Kher kuch sharnig apni humara sat bhi karain........


Eid k 3 days hota hain........Zahir ha hum har din ka kuch program bnata hain.....

To ap sab na ya btana ha k ap na 3 din ka kia program bnya..............


Mera Program MEhar Sunny ka kuch you ha

>>>. 1st day
Subaa Suba uth k Fajar ki nAmaz ada karo ga

Phir Kuch Quran pharo ga With Tarjma k sat
sab k lia MAgfriat ki dua karo ga........

Phir Ghusal kar k Kuch Methi Chez Taste karo ga

phir
Eid ki NAmaZ k lia nikal jao ga...........................

aur phir sara din Mera Abu g k dost aur mera dost ghar ma ayain ga

ya ma na abu sa seekha ha k eid k 1st day apna apna ghar ma raho dosto ko bulaooooo..

phir farig ho kar

NAmazain sari ada karo ga

phir rat ko apna 1 dost Muhammad HUssain

k sat

Shwarma aur Burger wagira khana ka

Program ha

INSHALLAH

appna apna Program share karain

abi tak 1 din ka program bnya ha

aga jasa hi kuch bna ga share karo ga

INSHALLAH