salamun salam

Shikary sahib post ka shukria....
gulam nabi bhi app ko hawal nazir nahi aa rha likha howa to hay....baki hadith no. ...be shikary sahib likh dain gay...kioun app aik mozoo ki khaal he otar daytay hoo..shikary sahib nay kala rang baloon ko kernay say mana fermaia hay aur yeh un ka apna hokam to nahi hay ..unhoon nay to tukraar aur tazukir kia hay ...aur forum ki khdmit main hadith pasih ki hay ...mojay afossos hay ager app ko maray alfaz boray lagay hoon...mojay to wasay sonehri rung pasand hay...aur janti rang to sabiz hay...aur kala rang wasay be soog aur gum ki alamat hay....ab ager koi padishi hi kalay rang kay baal lay kay aeay to kia keya ja sakata hay......Allah j nay khud us kay leay ya rang pasand kia hay....

kaba pay nazir doraou...to kala.,......ab hum kia kerain.....?

kherr baloon ki hud tak hadith e mobaray ka ki roshni main baloon ko kala rang nahi kerna chaheya ...kisi ksim ki choon charan hadith kay samany nahi ho sakti...