Shab bhar nahi sotay hain tairy yad mein aksar
Betab sey hotay hain tairy yad mein aksar

Bedard zamany ka bahana sa bna kar
Hum toot k rotay hain tairy yad mein aksar