اللهم صلي على محمد و على آل محمد كما صليت على إبراهيم و على أل إبراهيم ا نك حميد مجيد

اللهم بارك على محمد و على آل محمد كما بار كت على إبراهيم و على أل إبراهيم ا نك حميد مجيد






dil mein ishq-e-nabi ki ho aisi lagan
ruuh tadapti rahi dil machalta rahe
zindagi ka maza hai ke har saans se
ya MUHAMMAD Ya MUHAMMAD nikalta rahe
noor ke motiyon ki ladi ban gayi
ayaton se milata raha ayatayein
phir jo dekha toh naat-e-nabi ban gayi
jo bhi aansoo bahe mere mehboob ke
sab ke sab abr-e-rehmat ke chheente bane
yeh toh maan ke jannat hai bagh-e-haseen
khubsurat hai sab khuda ki sar zameen
husn-e-jannat ko phir jab sameta gaya
sarwar-e-ambiya(S.A.W.W) ki gali ban gayi
jab chirah tazkira unnke rukhsaar ka
waduha pad liya wal qamar keh diya
suratoon ki tilawat bhi hoti rahi
naat bhi ho gayi baat bhi ban gayi