salam to all friends. mere saath masla yeh hai kay main jab bhi net chalata hoon to 5 ya 10 mint baad net ki speed badi slow ho jati hai balke youn kahiye kay mar jati hai. plz koi hal dhoond kar batain mujhay maine new window bhi karnay ki koshish ki lakin setup loading kay baad unknown hard error aata hai aur agay chalta hi nahin kuch plz meri madad karain. plzplzplzplz