aaj main nihait afsos k sath yeh alfaz likh raha houn.main nay kuch arsa pehlay itdunya k website review section mai aik rewiew likh tha tu bai Sheeda_Pastol nay usay yeh keh kr delete kr diya k yeh aik firqawarana website hai lekin
aaj usi website ka taruf main nay parha hai aur us per tareefon k dair lagay huai hain..........
http://www.itdunya.com/showthread.php?t=109371
Kiya Itdunya per naiy membran k sath yahi saluk hota hai.........
Insaf Chahiye Bas