main sub itdunya kay members ko salam pash karta hun.main window xp use karta hun.mara masla hay kay main vista intall karna chahta hun. lakin jub vista ki disk cd rom main dalta hun to koi install ka option nahi aat. agar ap mujhay koi tip dana chahain to main apka shukurguzar honga.mara email hay mobin_ahmed41***********. shukriya