Results 1 to 7 of 7

Thread: Lab pe mere jo haq bayani hai

Threaded View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Cool Lab pe mere jo haq bayani hai

    lab pe mere jo haq bayani hai
    bas yeh Moula ki meherbani hai

    yeh Mohammed* ne humse farmaya
    dekho duniya saraaye faani hai

    hirse duniya bahut buri shai hai
    na bujhe pyaas yeh woh paani hai

    tanha aaya hai tanha jaayega
    baat yeh to bahut purani hai

    roze mahshar hisaab dena hai
    tu samajhta hai yeh kahani hai

    hashr ke din koyee na bolega
    sirf moula ki hukmraani hai

    khwaabe ghflat se jaag aye insaa.n
    mukhtesar teri zindagani hai

    murda chehre se le sabaq warna
    kora kaagaz teri kahani hai

    khidmate khalq bandagi haamid
    tere eemaan ki nishaani hai

    *(S.A.W)
    Attached Images Attached Images  

Similar Threads

  1. Tu kahan gaya mujhay chor kar mere humsafar mere charagaar
    By lonelysagar in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 12
    Last Post: 19th June 2022, 05:20 AM
  2. !-seher-e-bayani-!
    By Noman Ahmed in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 3
    Last Post: 20th March 2017, 02:56 PM
  3. Replies: 4
    Last Post: 1st October 2013, 08:02 PM
  4. {khusa Ke Liye Mere Madad Karain Mere Career Ka Sawal Hai.}
    By ghaffarshah in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 13th September 2007, 10:38 PM
  5. Khuda Key Liye Mere Careear Main Mere Madad Karain.
    By ghaffarshah in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 3
    Last Post: 19th August 2007, 08:06 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •