Salam alikum

muje neihi ilm yai thread yaha post karni chahiya ya kisi or section mai.
mery koch sawalat hai jo wirasat sy taluq rakhty hain. lakin pahly mai yai janna chaugi kai agar seriously muje jawabat mel sakty hain tu mai PM karugi sawalat lakin yaha post nei kar sakti. or jawabat Quran or sunnat kai mutabiq hon.

plz koe help kar sakta hai confusion dur karny mai.

ik sister


ALLAH HAFIZ