Mera Sawal yeh ha ka kia ham PTCl EVDO ko 2 Pc ya Lap tops par share kar saktay hain.
Maray pas evo ha aur 3 lap tops main aik evo sab par use karna chahta hun. kia koi bata sakta ha ka yeh mumkin ha. Agar mumkin ha to kaisay.
main tamam Experts sa Guzarish Karoon ga ka wo Iss ka Hal batain.
Lap tops ka liye
or Desktop PC ka liye bhi.
Shukria