Asalam-o-Alikum,

Dosto, mara pas Nokia 6303i classic ha,

warid ki sim lagna par Facebook, or applications par net kam karta ha, magar jab browser ma ya opera ma net use karna chaho to websites nahi kholti ha network error ata ha,

jab ka Zong ki sim lagana sa asa nahi hota or sb browsing of applications thaik kam karti ha.