Allah sy Dua hai k ap sab dost Khairiat sy hon....Maira ye masla hai k maine MBA finance kia hai 2010 may....Achi job milna aj kal wysy mushkil hai. maine socha hai k main CSS kar lyta hon. main Chahta hon koi aysa banda jo CSS sy wabasta ho mujy gauide kary kk main kysy CSS kar target Achieve kar sakta hon. Rehnumaee farma kar Shukria ka moka dy