Aap par


w
<ì___l___ì ¡


ki Rehmat ho,
karam ho or aap ki har Dua kabool ho,
jo chaho wo ap ko mil jaye (ameen)



Das cheezain
Aib..Amal ko khajata ha
SADKA..Bala ko khajata ha
GHUSSA..Akal ko khajata ha
TAKABOR..Elim ko khajata ha
ADAL..Zulum ko khajata ha
GUM..Umar ko khataha
JHOOT..Rizk ko khajata ha
NAKI..Badi ko khajati ha
FAZOOL KHARACH..Sakhawat ko khajati ha
TUBA..Gunnah ko khajati ha.



Paani (water)Aasman ki taraf uthay tou BHAAP
Aasman say Neachay ae tu BARISH
Jam kar giray tu OOLAY
Gir kar jamay tu BARAF
Phool ke Patti par ho tu SHABNAM
Patti se niklay tu ARAQ
Jamma ho jae tu JHEEL
Beah paray tu NADI
Aankhon se niklay tu AANSOO
Jism se niklay tu PASEENA
Hazrat Ismael (Alleh-e-Salam) k qadmon say niklay tu"AAB-E-ZAM ZAM"
aur
Meray Piyaray AAQA SAL ALLAH U ALAIH E WASSALAM ki unglion se niklay tu"AAB-E-KAUSAR"
Subhan Allah...





Koi hai joaap se piyar karta hai?


aap ka khayal rakhta hai?


aap ko dekhta hai


aap ki hifazat karta hai


kon hai woh?


;
w
c(___I___) l





Abre rehmat tari chokhat pay barsti nazar ay,
her lamha tari taqder sanwarti nazar aye,
bin manga tujha mil gay tu jo chaha,
dua khud tari haton ko tarsti nazar ay


Hakim hain hum dunya per,
or haan hum sultan bhi hain
pocho apni zaat se ye tum,
k kya hum musalman bhi hain,



NIJAT ki jab appeal karna,
HUSSAIN apna wakeel karna,
Agar Sar kay badle HUSSAIN mile,
To ZINDAGI na taveel karna.




Ye PANJATAN ki Ghulami
bara SILA degi
Gulab ki tarahChehra Khila degi
mat chorna kabhi Daman"AHL-E-BAIT" KA
Ye 'Bandagi' Tumhen
MOULA SAY MILA DEGI.



Jism ki Tandrusti Namaz mai hai,
Dil ki Taquat Tilawat-e-Quran mai hai,
Dimag ki Quwat Zikr-e-Allah mai hai,
Rooh ki rahat darood Sharif mai hai.



Fajr Nind Me,
Zuhr Khane Me,
Asr Kam Me,
Magrib Hisab Me,
Isha Tv Me,
Juma Sirf 2 Rakaat
Woh Bi Dunya K Khyal Me,
Na Durud na Salam,
Socho kya hum han musulman?




Khushian Qareeb Ho
Janat Naseeb Ho
Ap Chaho Jise Wo apka Habeeb Ho
Kuch Is Tarah Ho Karam
ALLAH Ka Ap pe
Makkah Or Madine Ki Zyarat Naseeb Ho.






Nam e GAAZI se khushbu e WAFA ati hay,
unke roze se YA HUSAIN ki sada ati hay,
jab bhi baithe hum ABBAS ke parcham ke talay,
yu laga jaisay janat se hawa ati hai.



Hazaar Sajde Zameen-e-Haram Pe Ho Laikin,
Husool-e-Rooh-e-Ebadat Nahi To Kuch B Nahi,
Batadya Hai Nabi K Taveel Sajde Ne,
MULLA HUSSAIN!
Teri Mohabbat Nahi To Kuch B Nahi.