Dosto meri problem ap logo ko ajeeb lage gi main janta hun,, lekin main confuse hun k kya karun?

Actually main apni study ko le kar pareshan hun
main "Matric" kya , phir "Intermediate", aur saath saath maine "Electrical Diploma" bhi kya hai,, plzzzzzzzz meri madad karen k ab main aage kya karun?????
Plz help ................