Ajab takaazy hain chahaton k
Ajab yeh saari musafatain hain
main jiss ki rahon main bich gaye hoon

Uss ko Mujh say shikayatain hain
shikayatain sub bajaa hain lakin

Main uss ko kaisay yakeen dilaaun
k jo mujh ko jaan sa aziz tar hai

Usay bhulaaon to mar na jaun....


jUSt FoR yOu ..... (jIyA)