....Aaj har pakistani abroad janay k khawab dekhta ha aik achay future k liye ...Achay future ki khawahish koi galat baat nai ....laikin baat us waqat kharab hoti ha jb aik banda abroad janay k chakar mai kisi Agent k pass jata ha...Mere Bhaioo aur behnoo..Khuda raa in agent loogon sy bacho. 99.9% agents loogon ki zindagi bhar ki kamaian loot rahay hain...mai khud pakistan sy bahir rehta hn aur un loogon ko dekhta hn jo agents k hathon apna sab kuch barbaad kr k yahan puhanchtay hain aur aaj wo itnay buray haalat mai hain kia bataon...aaj kal zayada tr student study visa k chakar mai phans rahay hain...agar koi abroad jana chahta ha tu wo jis country jana chahta ha us ki imigration website sy tamaam information ly kr khud apply karay..na k agent k pass ja apnay parents ki kamai ko zaya krein......