jab pc on karun to press F1=Boot ka option aata hai har bar,yeh option kyon aata hai aur kiya ise khatam kiya ja sakta hai. Ghar mai hi khatam kiya ja sakta hai ya kisi computer repairing shop pe jana pare ga.waiting for ur replies