Asalam o Aalaikum Warahmatullahe Wabaraktuh
MANAy kal new windows install ki ha windows 7 aur manay hotspot shield install kiya ha lakin ab yay nuinstall nh ho raha kisi b tareekay say yay error ata ha



Name:  Untitled.jpg
Views: 88
Size:  25.9 KB

aur 2ndly jab main new setup download kar k install kar raha hn to b fil Error aa jata ha main takreebn 10 jagha say download kar chuka hn .
yay admin ka kahta ha lakin main to already as a admin he login hn