yes yahi to baat hayna..

ham log khud amal nahi kartay ore dosro ko kehtay hain k plz dua karna meray lia, dua b tab tak asar nahi karti jab tak amal nahi kiya jay, meri baat par nai yaqeen to bayshak apni masjid k Molvee Sahab say pooch layna woh b yahi kahain gain k Amal Zaroori ha....