Aslam-o-alikum dosto......

Kia haal hai sab ka????

Umeed hai sab thek he hun gay.....

Main aj ap logo say jo sawal pochne ja raha hn wo lagta to bahot asan hai magar jo jawab hum detay han to galt hota hai......

Kia ap mujay bata sakty han k soraj(sun) kaha say nikalta(rise) hai?
Reply me..............
Mujay nai lagta hai kese ko thek wala ans pata hoga........