Downloading mukamal nahe ho rahi
kabhi 4mb to 2mb ya 1mb pe complete hojati hai.
Jab k org size above 7mb hai. . .
Kia apke sath b ye masla pesh arha hai ?