Ohoooho...
Wah kya ishtihaar hai, Maza aa gaya parrh kar...
itni ghaarri urdu... Masha Allah bohat acha likhty hain aap.

Umeed hai aapki hamsar jald aap ko us address per contact kary..
Magar phir competition to bohat tough ho jae ga Pa G.

Bohat maza aaya parh kar..
Share karny or link deny ka bohat shukriya.