AOA

meray pass aik folder me bohat sari pics hain jpg format main jo k main nay khud banai hain...

main chahta hoon k un tamam pics ki properties main mera naam likha jaye..

her single pic ki prperties main ja kar likha jata hai...lakin sab pics ko aktha select kar k nahi likha ja raha...

kya koi aisa software bta sakta hai jiss say aik say ziyada pics ko aik hi wakat main select kar k un ki properties ko edit kiya ja sakay ya phir aik hi wakat main tamam pics k oper mera naam likha jaye...??