slam all frendz mujhe ye janna hai k mane new IBM lenovo ka laptop liya or us me win 7 install ki hoi hai me ye janna chahta hoon k jab me charging par lagata hoon to batrey fully chraged b ho jati hai or me laga rehney deta hoon on ac power par thek hai lekin jab lite chali jati hai to me jab janrater chalata hoon to us k baad dubaran jab charger chalta hai to ye kehta hai 98% available (plugged in not charging) is ka kiya mtlab hai jab k me pehly dosry laptop me win xp use karta tha jab batrey 80% reh jati hai to charging start karta hai kiya aisa he hota hai har aik ka win 7 me ya mere sath he aisa ho raha hai plz any exoert tell me i m waiting????????????