Salam
Dear all mera PC core2due intel 2GB Ram with 500GB hard disk hai 3 possessor hai

mane pehly Windows 7 instal kr rakha ta merey hard disk k 4 partition hian
jis partition mai ziada Data mojood hai jab main us ko open karta hon or pir folder main chala jat hon to pir dobara wapis peechy jatey huey system not responding batat hai Task manager main or hang hojata hai refresh B nhi hota or na hi my computer open hota hai mainey XP instal kr li hai is main B jo Back wala baton hai wo sirf folder sey ik bar back kr deta mazeed pay hang hojata hai or task pey Not responding show krta hai
ye kia hai????
aya Ram ki zaroorat hai ya koi or masla jab k ik partition main kam data mojood hai us mai fast back hota rehta hia sirf jis mai data ziada hai wahan ye soch soch k pechy jata hai or hang hojata hia ????