aslaam o alaikum

dosto same problem k sath main 2nd time ask an expert main thread post kar raha hn magar mera thread approve nhe ho raha,,, itd management plz approve and post my thread for expert views

mery paas seaget sata 160 gb ke hdd hi, chalty chalty off ho gye hi, detect nhe ho rahi, bios main aur doosri teesri har koshish kar le magar detectnheho rahi
market ly kar gya to unho ne kaha k hard disk main bios unlocking ka problem hi flashing karni pary geee, but unho ne 600 mangy to main ne un sy ye hdd thek nhe karwai,,,
kya koi mujhy batay ga k sata hard disks main flashing ya bios unlocking kesy hotihi.....???????????????

plz reply must