Asslam-o-Alaikum !

Umeed kerta hoon keh tamam behn bhai theek thaak honge. Aur main bhi Allah ke Fazzal se theek Thaak hooon.

Mujhe koi bhai yeh bataye keh Windows Server 2003 ki Networking kerne ke liye Steps kon kon se hote hian aur un ko kis tarah procceed kerna hay .

ISA Server ko hatta ker . Us ke ilawah kitne steps hain Mean keh step by step .

Mujhe kuch Steps pata hain lekin un ki Tarteeb nahi pata.

For example: DHCP , Active Directory & Network Setup and Pata nahi aur kya hain.

Kisi ko to Aati hogi. Koi to bata de keh is ke Steps kya hain.

I am waiting ur replies.

Please tell me.

<(_I_)I HAfiz.