sari baat ko chor kar sirf do batain
1. mujey un ulama ka fatwa dikhayen jinho nay shia ko kafir na likha ho
leikin keyi shia mukhlif fatwa nehi mantey
uper baat may ap nay jin ka tazkira kia un ki list faraham karain
2. tv par shia k sath beth janey sey ye zarori nahi k wo shia ko musalmaan samajhtey ho
3.agar kisi ko kafir declare na kia jaye to kia wo musalmaan ho jata hay ?
4.TV par hakomat ka shia k programs chalana shia ko musalmaan sabit nahi karta
5.chun k ap k nazdeek sirf mufti hi fatwa dey sakta hay or alim ka dia gaya fatawa mana nahi jaye ga isi liye ap ye bhi sabit karain gey k tv par bethney waley sarey mufti hain
6. may ye nahi keh raha k shia ko behes karney ki ijazat na di jaye may ye keh raha hon k un ka section islam section sey bahir kia jaye kiun k wo musalmaan nahi
.....
isi liye may ye jan na chahta hon k ap k nazdeek kisi k musalmaan ya kafir honey ka mayar kia hay or ap nay meri is baat ka abi tak jawab nahi dia