Aaj main aap ko batanay ja raha hoon IGI 2 ke Amazing trick jis say aap kisi bhi misson ko khel saktay ho jo is k baray main janta hai to soory ye un k lia hai jo nahi jantay Bas aap ko karna ye hai pahlay IGI 2 install karin aur igi 2 ko khol kar Ctrl Shift F9 ko press karna hai aur bas saray missons aap k samnay ajingay jo aap ka dil karay wohi misson khelo Lakin aik bat yaad rakhin pahlay aap ko Ctrl press karna hai phir shift aur phir F9 aur press kar krakhna hai chorna nahi hai Passand aye to thanks ka batton dabana na bholin By And take care Frinds