=Siney se lga kr
kaha krti thi Maa
mujh ko,
=Tu Laal hai mera
na sata mujh ko,
=Pachtaye ga aik
Din jb mein chali
jaon gi,
=Na chahtey huey
bhi akaila chorh
jaon gi,
=Zamana dikhaye
ga garmi ki shiddat
tujh ko,
=Yaad kr k roaye
ga tu phir mujh ko,
=Mudaton se meri
Maa ne,siney se
nahi lagaya,
=Ab so gai khaak
mein jab kuch
kehney ka waqt
aya.....
Please just take
care of ur
Mother
and
Save ur"Jannat"