Aassalam-o-Alaikum,

Dost Aap Kaise Ho,

Aaj Main Apke Liye Laya Hun Unique and Easy Urdu Fast Writing in Adobe PhotoShop Cs7 and All Version,

G Han Bhut Sare Log Adobe Photoshop cs7 Main Urdu Likh Ni Ki Liye Inpage Ka Use Karte Hein Yah koi Aur Software Use Karte Hein,

Don't Worry Ab Aap Urdu Adobe Photoshop Cs.7 Main Likh Sakhte Hein,

Chalo Tutorial Start Karte Hein,

Sub Se Pehle Yeh Chota Sa Software Download Kijiye iss ki Size He 5Mb's He Download Karni Ke Iss Link Par Visit kro==> http://phoxo.com

Download Karni Ke Bad Install ke Bad Run kro,


Step1: Open Phoxo, Create New, File Select File Size,
ab ''T'' icon ho ga Side bar Par Us Par Click kar Writing Urdu Jo likhna he Wo likho,

Step2: Ab Layers se Background ko Remove Kar Do,
Remove Karni Ke Liye Layer ke Sath Green Cheek box He Uss Par Click kro,

Background Remove Ho jaye Ga,
Q K Yeh Useful Tips He,

Step 3: Ab Humara Kam Complete
ho gaya He File Ko Save Kar Dejiye,

Step4: Open Adobe Photoshop cs7 yah Koi Bhe Version Ho,

Step5: Press CTRL O Yah Open Kro, Wo File Jo Hum ne Phoxo Main Bani The,

Step6: Open Honi Ke Bad Press CTRL A,

Step7: Ab CTRL C

8: Ab Wo File Open Kro JIs Par Ap ne Urdu Likh Ho Press CTRL O,

Step: File Open Honi ke Bad Press
CTRL V kro Gy To Apki Urdu Work Paste Ho jayein gy,

Aap koi Bhe Texture yah Style or much more kar sakhte Hein,

Thank You So Much Agr Thread help he To ''Thanks'' Ka Button Press Kar dena,

ALLAH Hafiz,