Assalam-o-Alaikum umeed hai sab thekk hon gay aj mai ap k liye 1 video laya hn jis mai ap ko science or islam k bary mai pta chaly ga k new born baby k kaan mai azaan q di jati hai hum sab muslim hain to humain ye simple pta hoga k is liye di jati hai k musalmaan hony k lye azaan di jati hai lekin ap ko ye pta k jo new born baby hota haii us k ears mai jo b cheez kahi jaye science nay check kiya k us k brain mai stored ho jati hai jo k life bhar nai bhul sakta isi liye hum azaan dety hain k wo namaz etc wghaira yaad rkhy or puri life us ko yaad hota hai.