Assalam-o-Alaikum!
Main Windows 10 istemal kar raha hoon. Main ne ous main ne MS-Word main typing keliye urdu keyboard install kiya huwa hai or computer ON hone par default language urdu aati hai.
Main isay English main change karta hoon layqin jab bhi kissi software ko open karta hoon tou khudbakhud English say urdu keyboard ON ho jata hai. Main chahta hoon ke jab tak main khud urdu keyboard par click na karun tab tak urdu keyboard start na ho. Is ka kaya hal hai?