Zaara sis
aaap ka yeh kaam bhi bahut hi achha aor zabardast hai.....
thanx for your hard work.......
Allah aap ko khush rakhe...Ameeen
Zaara sis
aaap ka yeh kaam bhi bahut hi achha aor zabardast hai.....
thanx for your hard work.......
Allah aap ko khush rakhe...Ameeen
BOHT ACHI CLASSES HEIN
THANKS ZARA BAJI
آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم
ALL wrong entries i challenge zaara you are making it complicated
sara masla reading ka hoga banda easy outlines batata hai na kay difficult
isko read karkay type kon karay ga app ka kiya khiyal hai 80/40 w.p.m may hum likh laingay itni difficult jo ap nay bata dia hai is say to 3 minutes mein aik line bhe nahi likhnay hoge or test main fail hojaeingay
hmmmmm yahan yeh problem hay kay 1st class main sary alphabet ko alag alag samjaya tha lakin yahan tu kuch samajh main nahin a raha hay sab ke khichre ban gae hay ..
Hmm yehi to baat hai tabhi first class main alphabet ka bataya k Practice kar lain phir masla nhi ho ga...
ye english tu nai lagti hand writng
zara g jo original pitman k book hai usmay alphabets p say start hotay hein apnay to A to z likdiay faeda kia short form ka mein post karonga INSHALLAH original book k alphabets soon
Bhot umda
Bookmarks