very nice one,.......yeh classes bahut ache ja rhae hay,.......aur bhaut kuch seekne ko mel rahaa hay keep it up
Click Here to View All My Important Threads (Afridi)
وتُعِزُّ مَنْ تَشَاءُ وَتُذِلُّ مَنْ تَشَاءُ
اور تو جسے چاہے عزت دے اور جسے چاہے ذلت دے۔
Pakistan Zindabad
iNSHALLAH TAALAA...
zaara gee ab nay bohut he difficult kardia hai ...i dont think kay in outlines say ab samaj sakoo gay easily for example upr to be k outline ajeeb hai aik short outline yeh hai \ below the line. or bhe bohut see hein i think app wrong post kar rahi hain infact difficult.
Follow Pitman Shorthand Book instead of it
OLD COURSE OR NEW COURSE(short months main karni hai to new detail mai karni hai to OLD)OLD IS HIGHLY RECOMMENDED
ary ek baat tu bataye yahan ek problem hay ...........woh ye kay yahan aap nay jaisy ek word 'guess' likha hay us main sirf 'g' ke or 's' ke shape nazar a rahe hay yahan u or e ke shape nahin hay ishe tarha 'was' main bhi hay ..main is maslay ko kaisy hal karoun.
hmmmmmmmm mujh say tu bagair ruler kay line nahin lagte or yahan tu buhat se tere lines banana parh rahin hain koi sahe say ban nahin rahi ......itna khush howa tha main kay koi tu hay jo short hand sikha raha hay lakin ab sikhnay ke bare aye hay tu kuch samajh nahin laag rahi ...
zara ji is ka koi solution hay kay main kis tarha say in words ko exact draw karon...
bhai aap donooon ko ekbaat yaad rakhni chahiye k "practice makes perfest"
aap samajhte hain k kisi bhi cheez ko ek minute main sekhh liya jaaye....
lekin brother aisa nahi hota.......har kaam aap ko araam araam se samjh main aata hai....
iss liye aone batane ke andaz main aor pooochhne ke andaz mainbehtari paida karo.....
thanx zaara sis for your nice work
picses shorthand mein hum words pay tawajo nahi daitay guess k awaz kis pay arahi hai see G And S so only g and s likhaingay zara j nay yeh to appko bataya nahi k sound follow karna hai na kay words
salam..........buhat shukrya usman ..main is ko jitna easy samjhta raha yeh mujhay otna easy nahin laag raha any way sab kuch tu mehnat par hay main or kise sides say or ab kuch books say is ko detail main samjhnay ke koshish karoon ga ..kyun kay ab is ka taruf tu ho gya hay .. or zara jee waisy koi computer tu hain nahin kayt har baat exact ho ..or mere yaa ap ke marzee kay mutabiq ho,,is lye main yeh nahin kehta kay on ko yeh batana chaye tha shayad bhool gayein hon ge aap bhi in kay sath humain yeh course samjhany main ise tarha madad karty rahye..
Khush rahein par apnay kahrchy par
VERY NICE
آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم
Bookmarks