Bahdar ka new thread
baki to muja kisi sa kuch nahi kahna but editor shaid bahi mara baat ka jawab nahi data pata nahi is ki kia waja ha.baki sab zabardast ha
mujy S ka kam buhat acha laga. is liya wo achi lagti hain
buhat sa itd members pata nahi kahan chly gya hain. agr kisi ko pata ho tu bta dena
koi nhi ata
mujhe itdunya es lye achi lgti hai k sab kuch urdo mai hai kiunk english mujhe aati nhi hai
Bookmarks