Plz Can Anybody Tell Me KYA JIS DRIVE MAIN WINDOWS HOTI HAI USKO NTFS MAIN KARNA LAZMI HAI OR AGER WINDOWS KI DRIVE KE ALAWA NTFS SYSTEM HO TO KYA KOI NUQSAN HAI
Plz Can Anybody Tell Me KYA JIS DRIVE MAIN WINDOWS HOTI HAI USKO NTFS MAIN KARNA LAZMI HAI OR AGER WINDOWS KI DRIVE KE ALAWA NTFS SYSTEM HO TO KYA KOI NUQSAN HAI
Last edited by faizan341; 3rd September 2007 at 01:01 PM.
xp maen to asaan hay ....
ager window phaly install hay aur c kay alawa D: E: Drive hay to app ais tareeka say format ker lain. lakin tama data loss ho jeay ga. yeh baat zehn maen rakhain. behter hay keh ap data ko kisi aur drive maen save ker lain pher wapis ais drive maen lay aeain.
baki mazeed itd experts app ko behter tareekay say guide ker saktay hain.
ap apnay sawal ko mazeed wazih kerain.
window koon si estamaal ker rahian hay.
aur koon si drive ko ntfs say fat32 maen change kerana hay ta keh baki logoo ko app ka sawal samjnay maen asani ho aur app ko achay tareekay say bata sakain.
aur agar in bhai ko C drive ko NTFS mey convert karna ho to phir ???
app Start pr click karo..phir Run-- wahan CMD liko..jab dos open hojay ..to wahan ap likho
c: /fs:ntfs <-- is say without Data lost C Fat32 say NTFS hojay ga..
d: /fs:ntfs <-- is say D without datalost NTFS hojay ga..asi tarah jo be drive ho sub ap change kar sakty ho.
Why Read “IMPOSABLE” Just Read It " I M POSABLE"
Note
ntfs to fat par convert karnay say aap ka es drive mein jetna b data ho khatam ho jaiay ga
aur fat to ntfs mein convert karnay mien aap ka data usi tara save rehay ga
MFA site not allowed, ITDunya team
Ap Sab Ka Boht Boht Boht Boht Boht Shukria
lazmi nahi ap fat32 bhi rak sakte mugar is main ko full rihts nahi ho ge
great tip welldon
Bookmarks