Bhiyon ma senior member kab banon ga kab sy itd use kar rha hun........
Bhiyon ma senior member kab banon ga kab sy itd use kar rha hun........
Thanks Naeem Bhai...Kya ma apna name aur pic change kar sakta hon?
banjogy
yes, aap apmi pic aur name change kr sakte hai......
Thanks
no u can not change ur name
Visit
Aap 100 Post Karne K bad Seniors Ho Jahen Ge,
Jee Aap Apni Pic Change Kar Sakte Hain,
Lekin
Apna User Name Nai Change Kar Sakte Hain.
jaldi jaldi posts karo senior ban jaogay magar senior baan k kiya karogay hum khud makhiyaan mar rahy hain
jeee bilkl appname ni change kar skty lakin app pic change kar sktay hain yaar
Ji
ap aj he senior bun skty ho.
5 waqt namaz parho.
Quran pak ki tilawt kro.
Gunahon say bcho or neki ki tarf raghib rho.
Ap senior bun jao gay. Paki bat hay.
Bookmarks