Salam to every one dear inpage main agar kuch likh kar us ko mustatel ki tarah karna ho to kese karte hain.
Salam to every one dear inpage main agar kuch likh kar us ko mustatel ki tarah karna ho to kese karte hain.
cant get u
need some help
inpage tu nhi ho skta aisa.....corel adobe or dosre soft me hota hy aisa.....
Inpage esa nai kar sakta.. albata Coral Draw , Xara X men kar sakte hain
If We Both Exchange 1$,We Both Have 1$ Each
But If We Exchange 1 Good Thought, We Both Have 2 Good Thoughts.
N a e e m A w a n
Email address Not allowed.(iTD Team)
dakhya masla ya ha ka ham bht sa kam inpage pa nahe kar sakta, q ka inpage isa suport nahe karta. hama isa kse bh dosra software ma bitmap file bana kar transher karna hota ha or phr apne zarort ka mutabq istamal karna hota ha. coral drw wagara ma iske bitmap file bana kar transfer karan or apne matloba hadaf hasl karan.
corel draw main kuch scetch de dain to shukriya.
app ka masla to hal ho gaya
SALAM
jani INPAGE main koi asi OPTION nai ha jis ka through ap ka kahny ka mutabiq ho saky.....
i mean ka MUSTATEL main ya BOX ka IRD GIRD matter chaly...
haan ALBATA aik option ha jis ka use sy ap apny BOX ka iRD GIRD matter chala sakty hain....
pic attach kar raha hun....
umeed ha ka ap ko SAMAJ a jay ge...
lift main tool bar main sab sy nichay tool sy ap ya kar sakty ho..
agar pasad aya to THANKS kah daina..
ALLAH BLESS YOU
SALAM
nice g
Bhai ap ye photoshop me q nahe karte us me smooth agayega
Bookmarks