well jb facebuk ka issue utha tha(muqabla wala) to mara pas sms bh aya or itd pa bh mana thread parha ka us page ko turkish hacker na hack kar k khrab kar dya ha
latr on man khbron ma parha ka faceguk intezameya na isa islame mumalk ma blok kar dya ha.
sawal ya ha ka agr pag hack ho gaya tha to isa intzameya na isa kasa blok kya or agr intzameya na blok kya to us hake sa mutalq khbr ke kya hasiat ha?
is khbr ka poecha kya raz ha?
tl me wt do u thnk abt it?
Bookmarks