Aslam O Alekum
Sajid bahi aaaaaap to naraz ho gay ho mera matlab aap ko hurt nahin kerna tha aap ne to khari khari suna di hain janab main ne aap ki galti ko point out kia hai aab mujhe ye to malooom nahin tha na k aaaap ne new window ki hai main ne to normal halat main baaaaaaaaat ki thi any way sorry next time main ihtaaat karooo gi mera to maqasad yehi hai k meri galtion aur dosoro ki galtion ko point out kia jaye take ayenda k liye bohat acha kaaaaaaam ho waisay bhi insann galtion se sikhta hai naraz nahin hona i am reallly really sorrrry aap to mujh se senior ho
Wasalam
Bookmarks