Fahadii said:
isi baat ka to afsos ha maryam44 me nay parh likh kar mehnat kar k Gradution ki thi ore job k lia bohat kosish ki but nahi mili, ore dosri taraf log jaali degree par wazeer ban jatay hain, pakistan ma koi value nahi ha mehnat ki, koi qadar nai ha yahan taleem ki.......
degree degree hoti ha chahay jalee ho ya aslee yeh kehtay waqt us khabees ko yeh khayal nai aaya k parh likh kar mehnat kar k jo degree milti ha woh aslee ha ore mehnat say milti ha jab k jalee degree ka kya ha eik kaghaz par bana lo naqal ore kya
kasa mulk ha yeh pakistan ? islami mulk aasa hota ha ? aasay hotay hain musalmaan ?
pakistan ma koi qadar nahi taleem ki, mehnat ka sila nai milta, isi lia pakistan k zaida parhay likhay log bahir chalay jatay hain..... jahan unko mehnat ka sila milta ha
Bookmarks