dosto koi mujha bata saktha hai ka adobe photoshop ma picture ko kesa ghoma saktha hai plz bata de jiya......
dosto koi mujha bata saktha hai ka adobe photoshop ma picture ko kesa ghoma saktha hai plz bata de jiya......
ghumny say agar aap ke murad ha k ooper nechey k say move karty han to aap ctrl + t press kareen to pic k charoon taraf dot aajayn gay un k zareay move kar sakty han
Nice info Javed Bhai
hum bhi check karte hai thnx
mera matlab hai ka picture late gi kesa
rotate karo skew main ja kar.
dost ya option khah hai bata saktaha hai mujha ma na dhonda but mila nahi
Check this
thank you
Bookmarks