salam umeed karta ke sub itdunya ke member thek hon gey.
main ne apne mobile mein nokia5230 main ye software kiya hai .magicbluehack. ager kisi ka bluetooth on ho to scan kar ke connect kar ke ous ka number pata chal jata haii mager yar jab main scan karta hon to kisi bluetooth ka signal aa jata hai mager jab main connect karta hon jis ka bluetooth on hota hai ous ke mobile option aata hai yes ya no ye option na aye asa ho sakta hai ke yes our no option na aye automatic ho.. plzz ho sakta hai to kase plzz batao
Bookmarks